|
Rehte hain sath sath main aur meri tanhaye Karty hain raaz ki baat main aur meri tanhaye Din to guzar hi jata hai duniya ki bheed main Kartay hain basar raat, main aur meri tanhaye. Muddat se jis ke waaste dil beqaraar tha Woh laut kar na aaya magar intezaar tha Jo humsafar tha chod gaya raah main mujhe Main phans gaya bhanwar main woh darya ke paar tha.. toot ker chaha jise wo laut ker aya nahi mere dil ko uske siwa aur koi bhaya nahi pyar ki saudagiri mein hum baraber hi rahe usne kuch khoya nahi aur maine kuch paya nahi aaj bhi uski nazron mein raz wahi tha, chehra wahi tha, aur libas wahi tha, kaise mai use bewafa kahun yaaro, aaj bhi uske dekhne ka andaz wahi tha… Karty hain raaz ki baat main aur meri tanhaye Din to guzar hi jata hai duniya ki bheed main Kartay hain basar raat, main aur meri tanhaye. Muddat se jis ke waaste dil beqaraar tha Woh laut kar na aaya magar intezaar tha Jo humsafar tha chod gaya raah main mujhe Main phans gaya bhanwar main woh darya ke paar tha. toot ker chaha jise wo laut ker aya nahi mere dil ko uske siwa aur koi bhaya nahi pyar ki saudagiri mein hum baraber hi rahe usne kuch khoya nahi aur maine kuch paya nahi aaj bhi uski nazron mein raz wahi tha, chehra wahi tha, aur libas wahi tha, kaise mai use bewafa kahun yaaro, aaj bhi uske dekhne ka andaz wahi tha |